mujhe uski masumiyat itni bha gai ki mai use pasand karne laga fir to jab bhi mujhe time milta mai usse romance ki bate karta ek din mai unke ghar baitha tha tabhi uski ek saheli aa gai aur wo sapna ko lekar apne ghar jane lagi to sapna ne kaha aap baitho mai abhi aati hu maine kaha theek hai jab wo chali gai to maine uski dairy utha kar padhne laga usne kuch sayri likhi thi jab wo wapas aai to maine usse kaha ki sayari pasand hai to usne ha kaha to maine bataya ki collge life me mai bhi sayari karta tha aur maine use kuch sayari sunai ab to wo mujh pe mehrban hone lagi use meri sayari bahut pasand aati thi bus wo bar bar sunne ki

Actors:
Angela White / Johnny Castle



















